Chand Aahen Bharega Singer : Mukesh,
चाँद आहें भरेगा फूल दिल थाम लेंगे
हुस्न की बात चली तो सब तेरा नाम लेंगे
१) आँखें नाज़ुक सी कलियां बात मिश्री की डलियां
होंठ गंगा के साहिल ज़ुल्फ़ें जन्नत की गलियां
तेरी खातिर फ़रिश्ते, सर पे इल्ज़ाम लेंगे (२)
हुस्न की बात चली तो सब तेरा नाम लेंगे
कुछ कहेगी हवा भी कुछ कहेगी घटा भी
और मुमकिन है तेरा ज़िक्र कर दे खुदा भी
फिर तो पत्थर ही शायद, जब्त से काम लेंगे (२)
हुस्न की बात चली तो सब तेरा नाम लेंगे..
चाँद आहें भरेगा फूल दिल थाम लेंगे
हुस्न की बात चली तो सब तेरा नाम लेंगे
⦁ चित्रपट : फूल बने अंगारे (१९६३)
⦁ गायक : मुकेश,
⦁ गीतकार : आनंद बक्षी,
⦁ संगीतकार : कल्याणजी आनंदजी,
चाँद आहें भरेगा फूल बने अंगारे (१९६३) गायक : मुकेश
Chand Aahen Bharega, Phool Dil Thaam Lenge
husn ki baat chali to sab tera naam lenge
Chand Aahen Bharega, Phool Dil Thaam Lenge
aisa chehra hai tera jaisa roshan sawera
jis jagah tu nahin hai us jagah hai andhera
aisa chehra hai tera jaisa roshan sawera
jis jagah tu nahin hai us jagah hai andhera
kaise phir chain tujh bin tere badnaam lenge
kaise phir chain tujh bin tere badnaam lenge
husn ki baat chali to sab tera naam lenge
aankh naazuk si kaliyan baat misri ki daliyan
honth ganga ke saahil zulfen jannat ki galiyan
aankh naazuk si kaliyan baat misri ki daliyan
honth ganga ke saahil zulfen jannat ki galiyan
teri khatir farishte sar pe ilzaam lenge
husn ki baat chali to sab tera naam lenge
chand aahen bharega...
kuch kahegi ghata bhi aur mumkin hai tera
jikr kar de khuda bhi chup na hogi hawa bhi
kuch kahegi ghata bhi aur mumkin hai tera
jikr kar de khuda bhi
phir to patthar hi shaayad jabt se kaam lenge
phir to patthar hi shaayad jabt se kaam lenge
husn ki baat chali to sab tera naam lenge
husn ki baat chali to sab tera naam lenge
phool dil thaam lenge
husn ki baat chali to sab tera naam lenge
⦁ Movie : Phool Bane Angare (1963)
⦁ Actor: Raaj Kumar, Mala Sinha
⦁ Singer : Mukesh,
⦁ Music Director : Kalyanji Anandji,
⦁ Lyricist : Anand Bakshi,