Type Here to Get Search Results !

Tum Mujhe Yun Bhula Na Paoge

Tum Mujhe Yun Bhula Na Paoge 


तुम मुझे यूँ भुला ना पाओगे
जब कभी भी सुनोगे गीत मेरे
संग संग तुम भी गुनगुनाओगे

वो बहारें, वो चांदनी राते
हमने की थी जो प्यार की बाते
उन नजारों की याद आयेगी
जब खयालों में मुझको लाओगे

मेरे हाथों में तेरा चेहरा था
जैसे कोई गुलाब होता है
और सहारा लिया था बाहों का
वो समा किस तरह भुलाओगे

मुझको देखे बिना करार न था
एक ऐसा भी दौर गुजरा है
झूठ मानो तो पूछ लो दिल से
मैं कहूंगा तो रूठ जाओगे


गीतकार : हसरत जयपुरी, 

गायक : लता मंगेशकर, मोहम्मद रफ़ी 

संगीतकार : शंकर जयकिशन,

 चित्रपट : पगला कहीं का (१९७०) 

अभिनेता- शम्मी कपूर और आशा पारेख 

Tum-Mujhe-Yun-Bhula-Na-Paoge




तुम मुझे यूँ भुला ना पाओगे


Tum mujhe yun bhula na paoge
Haan tum mujhe yun bhula na paoge
Jab kabhi bhi sunoge geet mere
Sang sang tum bhi gungunaoge
Haan tum mujhe yun bhula na paoge
Ho tum mujhe yun

Woh baharein woh chandani raatein
Humne ki thi jo pyar ki baatein
Woh baharein woh chandani raatein
Humne ki thi jo pyar ki baatein
Un nazaron ki yaad aayegi
Jab khayalo mein mujhko laaoge
Haan tum mujhe yun bhula na paoge
Ho tum mujhe yun

Mere hathon mein tera chera tha
Jaise koi gulab hota hain
Mere hathon mein tera chera tha
Jaise koi gulab hota hain
Aur sahara liya tha baahon ka
Woh sama kis tarah bhulaoge
Haan tum mujhe yun bhula na paoge
Ho tum mujhe yun

Mujhko dekhe bina karaar na tha
Ek aisa bhi daur gujara hain
Mujhko dekhe bina karaar na tha
Ek aisa bhi daur gujara hain
Jhoot maano to pooch lo dil se
Main kahonga to rooth jaaoge

Haan tum mujhe yun bhula na paoge
Jab kabhi bhi sunoge geet mere
Sang sang tum bhi gungunaoge
Haan tum mujhe yun bhula na paoge
Ho tum mujhe yun

Lyricist : Hasrat Jaipuri, 

Singer : Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi.

Music Director : Shankar Jaikishan, 

Movie : Pagla Kahin Ka (1970)


Performer:- Shammi Kapoor. Asha Parekh





एक टिप्पणी भेजें

0 टिप्पणियाँ
* Please Don't Spam Here. All the Comments are Reviewed by Admin.

Top Post Ad

Below Post Ad