Hamne ghar chhoda hai / हमने घर छोड़ा है / Lyrics In Hindi Dil (1990)

Hamne ghar chhoda hai, Rasmon ko toda hai Lyrics In Hindi Dil (1990)

हमने घर छोड़ा है रस्मों को तोड़ा है
दूर कहीं जाएंगे नई दुनिया बसाएंगे

तेरे बिना जीना पड़े दिन वो कभी भी ना आए
कोई हमको जुदा कर न पाए
बस इक बार किया है मैने तुझे प्यार किया है
हम तेरी बाहों में जन्नत को भुलाएंगे
हमने घर छोड़ा है …

इस प्यार की दिल की ज़मीं सपनों की ऊंची दीवारें
कहियां मोहब्बत की खिलने लगीं आईं मिलन की बहारें
जन्मों की प्यास बुझा दे मुझको गले से लगा ले
प्यार के इस मंदिर को चाहत से सजाएंगे
हमने घर छोड़ा है …
Hamne-ghar-chhoda-hai-Dil-(1990)

हमने घर छोड़ा है रस्मों को तोड़ा है हिंदी लिरिक्स

Hamne ghar chhoda hai, Rasmon ko toda hai
Hamneghar chhoda hai, Rasmon ko toda hai
Door kahin jaayenge, Nayi duniya basaayenge

Hamne ghar chhoda hai
Rasmon ko toda hai
Door kahin jaayenge
Nayi duniya basaayenge

Hamne ghar chhoda hai
Rasmon ko toda hai

Tere bina jeena pade
Din voh kabhi bhi na aaye
Tere bina jeena pade
Din voh kabhi bhi na aaye

Koi bhi aandhi ho, toofaan koi
Hamko judaa kar na paaye

Bas ek baar kiya hai
Maine tujhe pyaar kiya hai
Bas ek baar kiya hai
Maine tujhe pyaar kiya hai

Ham teri baahon mein
Jannat ko bhoolaayenge

Hamne ghar chhoda hai
Rasmon ko toda hai

Chhat pyaar ki, dil ki zameen
Sapnon ki oonchi deewaarein
Chhat pyaar ki, dil ki zameen
Sapnon ki oonchi deewaarein

Kaliyaan mohabbat ki khilne lagi
Aayi milan ki bahaarein

Janmon ki pyaas bujha de
Mujhko gale se laga de
Janmon ki pyaas bujha de
Mujhko gale se laga de
Pyaar ke is mandir ko
Chaahat se sajaayenge

Hamne ghar chhoda hai
Rasmon ko toda hai
Hamne ghar chhoda hai
Rasmon ko toda hai
Door kahin jaayenge
Nayi duniya basaayenge

Hamne  ghar chhoda hai
Rasmon ko toda hai.



Hamne ghar chhoda hai / हमने घर छोड़ा है  / Lyrics In Hindi Dil (1990)

Hamne ghar chhoda hai / हमने घर छोड़ा है / Lyrics In Hindi Dil (1990) Hamne ghar chhoda hai / हमने घर छोड़ा है  / Lyrics In Hindi Dil (1990) Reviewed by Unknown on जनवरी 06, 2017 Rating: 5

कोई टिप्पणी नहीं:

Blogger द्वारा संचालित.